05 May, 2015

Jhuki Jhuki Si Nazar


झुकी झुकी हैं यह नज़रें
केहना चाइए यह नग्में।
नहीं लब्ज़ में बयां कर पाए
जो कहते हैं यह अश्रु में डूबे नयन ॥

मिलते हैं हज़ारों से
मिलाते हैं हाथ सभी से ।
फिर भी ना मिल सके , दिल से !!
नहीं झुकी हैं
यह किसी शरम से।
पर आज झुकी हैं
यह थकन से॥

कहते हैं,
आखों को रूह की खिड़की
खिड़की से दिखते हैं नजारें।
आज झूकी हैं यह नज़रें
इन नज़ारो से॥

कभी मिलो किसी से
तोह मिलो ऐसे !
की दिल की मुस्कान
झलके इन आखों से !!

Jhuki jhuki hain yeh nazrein
Kehna chaiye yeh nagmein
Nahin labz mein kar paye bayan
Jo kehete hain yeh ashru be doobe nayan

Milte hain hazaron se!
Milate hain haath sab se
Phi bhi na mil sake, dil se!!
Nahin jhuki hain
yeh kisi sharam se!
Aaj jhuki hain
Yeh thakan se!!

 Kehte hain
Aakhon ko rooh ki khidki!
Khidki se dikhte hain nazarein
Aaj jhuki hain yeh nazrein!!
Yeh nazaron se.

Kabhi Milo se
toh milo aise
ki dil ki muskan
chalke ankhon se .




No comments:

Post a Comment

Your 1cents will be minted on my hall of fame, so go ahead and mark your place.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...